Mausam mastana rasta anjana Mausam mastana rasta anjana Jaane kab kis mod pe ban jaaye koyi afsana Mausam mastana rasta anjana Jaane kab kis mod pe ban jaaye koyi afsana Ho aaj-kal dil aksar machal machal jaaye Jab se aayi jawaani bada tadpaye Aaj-kal dil aksar machal machal jaaye Jab se aayi jawaani bada tadpaye Nahi bharosa iska kab ho jaaye kis ka Nahi bharosa iska kab ho jaaye kis ka Abhi talak to apna hai kab ho jaaye begana Mausam mastana mastana Rasta anjana anjana Jaane kab kis mod pe ban jaaye koyi afsana Soch ke main ghabraun nayi nayi baatein Aane hi wali hain pyar bhari raatein Soch ke main ghabraun nayi nayi baatein Aane hi wali hain pyar bhari raatein Har koyi yeh jaane pyar karein deewane Har koyi yeh jaane pyar karein deewane Ek din to yeh hona hi hai phir kaisa ghabrana Mausam mastana rasta anjana Jaane kab kis mod pe ban jaaye koyi afsana