Gazab Ka Hai Yeh Din

Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics

Sanam Re  by Amaal Mallik, Arijit Singh

Song  ·  10,782,720 Plays  ·  5:26  ·  Hindi

© 2016 T-Series

Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics

chal pade hain hum aisee raah pe
befikar hue ki ab jaanaa kahaan
laapata hue saare raste
dhundhegaa hamen ye zamana kahan

ye samaan hai kaisa, muskuraane jesaa
dhimi baarishein hai har jagah
ho, ye nasha hai kaisa, doob jaane jesaa
jaagi khwaahishen hain har jagah

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din, dekho zaraa
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din, dekho zaraa

pani hoon pani main haan bahane do mujhe
jaisaa hoon vaisaa hi rahane do mujhe
duniya kii bandishon se meraa naata hai kahan
ruknaa-thaharnaa mujhako aata hai kahan

ye samaan hai kaisa, muskuraane jesaa
dhimi baarishein hai har jagah
ye nasha hai kaisaa dub jane jaisaa
jaagi khwaahishen hain har jagah

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din, dekho zaraa
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din, dekho zaraa

Mmm, neelee hai kyun zameen? nila hai kyun samaan?
lagtaa hai ghaas par soyaa ho aasamaan
ye mastiyaan meri manamaniyaan meri
lo mil gayi muje aazaadiyaan meri

ye samaan hai kaisa, muskuraane jesaa
dhimi baarishein hai har jagah
ye nasha hai kaisaa dub jane jaisaa
jaagi khwaahishen hain har jagah

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din, dekho zaraa
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din, dekho zaraa

chal pade hain hum aisee raah pe
befikar hue ki ab jaanaa kahaan
laapata hue saare raste
dhundhegaa hamen ye zamana kahan

ye samaan hai kaisa, muskuraane jesaa
dhimi baarishein hai har jagah
ho, ye nasha hai kaisa, doob jaane jesaa
jaagi khwaahishen hain har jagah

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din, dekho zaraa
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din, dekho zaraa

Writer(s): Amal Israr Mallik, Manoj Muntashir Shukla<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Sanam Re

Loading

You Might Like

Loading


5m 26s  ·  Hindi

© 2016 T-Series

FAQs for Gazab Ka Hai Yeh Din