Tum Bin Jaoon Kahan

Tum Bin Jaoon Kahan Lyrics

Pyar Ka Mausam  by Kishore Kumar

Song  ·  791,488 Plays  ·  3:31  ·  Hindi

℗ 1969 Saregama India Ltd

Tum Bin Jaoon Kahan Lyrics

tum bin jaaoon kahaan?
tum bin jaaoon kahaan?
ki duniyaan mein aa ke
kuch naa phir chaahaa kabhi tum ko chaah ke

tum bin jaaoon kahaan?
ki duniyaan mein aa ke
kuch naa phir chaahaa kabhi tum ko chaah ke
tum bin...

rah bhee sakoge tum kaise ho ke mujh se juda?
hat jaayengi deevaaren sun ke meri sada
aanaa hoga tumhein mere liye, saathee meri, suuni raah ke

tum bin jaaoon kahaan?
ki duniyaan mein aa ke
kuch naa phir chaahaa kabhi tum ko chaah ke
tum bin...

kitni akeli see pehle thi yahi duniyaan
tumne nazar jo milaai, bas gayi duniyaan
dil ko milee jo tumhaaree lagan
die jal gae meri aah se

tum bin jaaoon kahaan?
tum bin jaaoon kahaan?
ki duniyaan mein aa ke
kuch naa phir chaahaa kabhi tum ko chaah ke
tum bin...

Writer(s): Majrooh Sultanpuri, R.d. Burman<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Pyar Ka Mausam

Loading

You Might Like

Loading


3m 31s  ·  Hindi

℗ 1969 Saregama India Ltd

FAQs for Tum Bin Jaoon Kahan