Jo main tujhse mila, thoda sabse juda Thoda khud se hua hoon Jo main keh na saka, nazron mein hai likha Zara padh ke bata tu Main hoon teri aankhon mein Teri-meri raahon mein ek pal bhi na ho faasla Ab dekhoon na, aaye jo ab koi subah Tere bina, aur chahoon na Ho sach koi khwaab mera tere bina, ah Main adhoori si hi thi, yoon hi chalti rahi Aa ke tujhpe ruki hoon Dekha saara yeh jahaan, tu hi apna laga Main toh ab se teri hoon Main hoon teri aankhon mein Teri-meri raahon mein ek pal bhi na ho faasla Ab dekhoon na, aaye jo ab koi subah Tere bina, aur chahoon na Ho sach koi khwaab mera tere bina Tere bina, ha
Writer(s): Kunaal Verma, Sahil Sharma<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com