Om Jai Jagdish Hare (From "Aarti")

Om Jai Jagdish Hare (From "Aarti") Lyrics

Guruvar Special Vishnu Ji Bhajan  by Anuradha Paudwal

Song  ·  394,032 Plays  ·  5:32  ·  Hindi

℗ 2020 Super Cassettes Industries Private Limited

Om Jai Jagdish Hare (From "Aarti") Lyrics

om jai jagadish hare
swami jai jagadish hare
bhakt janon ke sankat
daas janon ke sankat
kshan mein door kare
om jai jagadish hare

om jai jagadish hare
swami jai jagadish hare
bhakt janon ke sankat
daas janon ke sankat
kshan mein door kare
om jai jagadish hare

jo dhyaavey fal paave
dukh bin se man ka
swami dukh bin se man kaa
sukh sampati ghar aave
sukh sampati ghar aave
ksht mite tan ka
om jai jagadish hare

maat pita tum mere
sharan gahoon kiski
(swami, sharan gahoon kiski)
tum bin aur naa dooja
tum bin aur naa dooja
aas karoon jiski
om jai jagadish hare

tum pooran paramatma
tum antaryami
(swami, tum antaryami)
paar brahm parameshwar
paar brahm parameshwar
tum sabake swami
om jai jagadish hare

tum karunaa ke saagar
tum paalan karthaa
swami tum paalan karthaa
main moorakh khalakaami
main sevak tum swami
krupa karo bharta
om jai jagadish hare

tum ho ek agochar
sabake praan pati
swami sabake praan pati
kis vidh milu dayamay
kis vidh milu dayamay
tum ko main kumati
om jai jagadish hare

deen-bandhu dukhaharta
thakur tum mere
swami rakshak tum mere
apanae haath uthaao
apni sharan lagaao
dwaar padaa tere
om jai jagadish hare

vishay-vikaar mitaao
paap haro, deva
swami paap haro deva
shraddha bhakthi badhaao
shraddha bhakthi badhaao
santan kee seva
om jai jagadish hare

om jai jagadish hare
swami jai jagadish hare
bhakt janon ke sankat
daas janon ke sankat
kshan mein door kare
om jai jagadish hare

om jai jagadish hare
swami jai jagadish hare
bhakt janon ke sankat
daas janon ke sankat
kshan mein door kare
om jai jagadish hare

Writer(s): Anand Bakshi, R. D. Burman<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Guruvar Special Vishnu Ji Bhajan

Loading

You Might Like

Loading


FAQs for Om Jai Jagdish Hare (From "Aarti")