Mhare Hiwra Main Nache Mor

Mhare Hiwra Main Nache Mor Lyrics

Hum Saath Saath Hain  by Udit Narayan, Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy ft. Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, Hariharan

Song  ·  6,126,346 Plays  ·  6:20  ·  Hindi

© 2003 Rajshri

Mhare Hiwra Main Nache Mor Lyrics

Mhare hiwda mein
Mhare hiwda mein nache mor tak thaiya thaiya
Bhawre ne machaya shor, khili dil ki kaliyan
Badla mausam, badle nazare ya badla hai nazariya

Tu nayi naveli dulhan hai
Tera roop pyar ka darpan hai
Tu nayi naveli dulhan hai
Tera roop pyar ka darpan hai
Teri mehndi se, tere gajre se
Mehka mehka mera jeevan hai
Mere sawalon ka jawaab banke tu aayi sajaniya

O mhare hiwda mein
Mhare hiwda mein nache mor tak thaiya thaiya
Aisi bandhi pyar ki dor hui main banwariyan
Badla mausam, badle nazare ya badla hai nazariya
Mhare hiwda mein nache mor tak thaiya thaiya
Bhawre ne machaya shor, khili dil ki kaliyan

Yeh pyar ka sawaan aaya hai
Sang preet ka mausam laya hai
Yeh pyar ka sawaan aaya hai
Sang preet ka mausam laya hai
Joh dil mein chupake rakha tha
Woh raaz labon par aaya hai
Dil mein basake, apna banake le chaloon prem nagariya

Mhare hiwda mein
Mhare hiwda mein nache mor tak thaiya thaiya
Chahe le jaao jis ore sang chaloongi saiyan
Badla mausam, badle nazare ya badla hai nazariya
Mhare hiwda mein nache mor tak thaiya thaiya
Bhawre ne machaya shor, khili dil ki kaliyan

Yeh chand sitaron ki baaraat
Layi hai ghadi suhani
Yeh chand sitaron ki baaraat
Layi hai ghadi suhani
Kya baat hai, mere saath hai
Mere sapno ki rani
Barson sataya tune, chain churaya main aaj na chhodun baiyan

Haan haan ... o ho ... hmmm hmmm ... ha ha ha

Writer(s): Raam Laxman, Ravindra Rawal Ki, Mitalee Shashank<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com

More from Hum Saath Saath Hain

Loading

You Might Like

Loading

6m 20s  ·  Hindi

© 2003 Rajshri

FAQs for Mhare Hiwra Main Nache Mor