Man Ki Baat Jab Hothon Pe

Man Ki Baat Jab Hothon Pe Lyrics

Raadha Aur Seeta  by Hemlata, Suresh Wadkar

Song  ·  1,045 Plays  ·  2:43  ·  Hindi

℗ 1979 Saregama India Ltd

Man Ki Baat Jab Hothon Pe Lyrics

Har lamha dekhne ko,
Tujhe intzaar karna,
Tujhe yaad karke aksar,
Raaton mein roz jagna,

Badla hua hai kuch toh,
Dil in dino ye apna,

Kaash wo pal paida hi na ho,
Jis pal mein nazar tu na aaye,
Kaash wo pal paida hi na ho,
Jis pal mein nazar tu na aaye,

Agar kahin aisa pal ho,
Toh iss pal mein mar jaayen,
Mar jaayen.mar jaayen,
Mar jaayen.ho mar jaayen,

Tujhse judaa hone ka,
Tassawoor ek gunah sa lagta hai,
Jab aata hai bheed mein aksar,
Mujhko tanha karta hai,

Khwab mein bhi jo dekh le ye,
Raat ki neendein ud jayein,

Mar jaayen.mar jaayen,
Mar jaayen.ho mar jaayen,

Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Raadha Aur Seeta

Loading

You Might Like

Loading


2m 43s  ·  Hindi

℗ 1979 Saregama India Ltd

FAQs for Man Ki Baat Jab Hothon Pe