Kachiyaan Kachiyaan Lyrics
Roz raat takiye pe
Ansuon ki baarish hai
Dhadkanen nahi dil mein
Gamm ki rihayish hai
Roz raat takiye pe
Ansuon ki baarish hai
Dhadkanen nahi dil mein
Gamm ki rihayish hai
Ishq ho barabar ka
Bas yahi thi chahat
Ek taraf bechaini kyon
Ek taraf hai rahatein
Tu soye main taare gina
Kachiyaan kachiyaan
Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahaan pe main taare gina
Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahaan pe main taare gina
Kachiyan kachiyan
Mere labon pe to
Bas hain shikayatein
Milti nahi hain
Kyon dard mein riyayatein
Mere labon pe to
Bas hain shikayatein
Milti nahi hain
Kyon dard mein riyayatein
Ye toota dil toote
Khwaabon ke silsile
Aur kuch nahi hain
Ye teri inayatein
Patjhad yahaan wahaan pe
Gulabon ke mausam hain
Dhadkanein wahaan zyada
Saansein yahaan kam hain
Tu soye main taare gina
Kachiyaan kachiyaan
Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahaan pe main taare gina
Kachiyaan kachiyaan
Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahaan pe main taare gina
Main tere nazdeek
Tu mujhse door hai
Sochta hai dil
Koi baat to zaroor hai
Main tere nazdeek
Tu mujhse door hai
Sochta hai dil
Koi baat to zaroor hai
Marzi hai teri
Inn faslon mein aakhir
Itna bata kya
Ye ishqe dastoor hai
Main udhas baitha hoon
Tu khushi ki baahon mein
Manzilon pe tu hai
Main reh gaya hoon raahon mein
Tu soye main taare gina
Kachiyaan kachiyaan
Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahaan pe main taare gina
Kachiyaan kachiyaan
Lyrics powered by JioSaavn
More from Kachiyaan Kachiyaan
Loading
You Might Like
Loading
5m 29s · Hindi