JaiHind Ki Senaa Lyrics
Swadharme nidhan kshreya, Swadharme nidhan kshreya
Jai-jai-jai, jai-jai-jai
Jai-jai-jai (Swadharme nidhan kshreya)
Jai-jai-jai (Swadharme nidhan kshreya)
Sooraj ki tarah jalta ja tu
Aandhi ki tarah badhta ja tu
Chalta ja tu, chalta ja
Ye dharma hai tera, ladta ja
Sooraj ki tarah jalta ja tu
Aandhi ki tarah badhta ja tu
Qadam ye tere kabhi rukein na
Jaihind ki sena
Jaihind ki sena
Jaihind ki sena
Bankaron pe bam gira ke bol, "Zindabaad" Tu
Shershaah, har-dum rahega sarhadon ko yaad tu
Phookta ja, phoonkta ja zaalimon ki bastiyaan
Dushmanon ko kya pataa, hai aag ki aulaad tu
Bankaron pe bam gira ke bol, "Zindabaad" Tu
Shershaah, har-dum rahega sarhadon ko yaad tu
Phookta ja, phoonkta ja zaalimon ki bastiyaan
Dushmanon ko kya pataa, hai aag ki aulaad tu
Ghaav badan pe sahtaa ja tu, "Bharat-Bharat" Kahta ja tu
Parvat-parvat chadhta ja tu, veer bahaadur, ladta ja
Sapath hai tujhko is maati ki, ladna jab tak jaan hai baaqi
Dum ruk jaaye, qadam rukein na
Jaihind ki sena
Jaihind ki sena
Jaihind ki sena
Writer(s): Manoj Muntashir, Vikram Noel Montrose<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Shershaah (Original Motion Picture Soundtrack)
Loading
You Might Like
Loading
2m 31s · Hindi