Ishqa

Ishqa Lyrics

Dishoom  by Pritam, Abhijeet Sawant, Antara Mitra

Song  ·  861,128 Plays  ·  2:47  ·  Hindi

© 2016 Super Cassettes Industries Private Limited

Ishqa Lyrics

Ishqa ishqa badmaash kare ishqa
Ishqa ishqa jag se na dare ishqa
Dil ki chori hai kaam yehi iska
Ishqa ishqa badmaash kare ishqa

Zyda main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi karja

Haan zyaada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi karja

(Kar ja kuch bhi kar ja)

Pal do pal ki sharafat hai
Bakki bigadi si aadat hai
Bach ke rehna zara humse
Jahan humse salamat hai

Zyaada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi karja

Haan zyaada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi karja

(Kar ja. aankhon se kuch bhi kar ja
Kar ja. kuch bhi kar ja)

Writer(s): Kumaar, Pritam<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Dishoom

Loading

You Might Like

Loading


FAQs for Ishqa