Faza Bhi Hai Jawan Pt. 1

Faza Bhi Hai Jawan Pt. 1 Lyrics

Nikaah  by Ravi ft. Salma Agha

Song  ·  321,068 Plays  ·  5:49  ·  Hindi

© 1982 Saregama

Faza Bhi Hai Jawan Pt. 1 Lyrics

fazaa bhee hai javaan, javaan
haea bhee hai ravaan, ravaan
sunaa raha hai ye samaan
suni suni see daastaan
fazaa bhee hai javaan, javaan

pukaarte hain door se, vo kaafile bahaar ke
bikar gaye hain rang se, kisi ke intazaar ke
lahar lahar ke honth par, vafaa kee hain kahaaniyaan
sunaa raha hai ye samaan, suni suni see daastaan
fazaa bhee hai javaan, javaan

buji magar buji nahin, na jaane kaisee pyaas hai
qaraar dil se aaj bhee, naa door hai naa paas hai
ye khel dhoop-chhaanv ka, ye qurbatein, ye dooriyaan
sunaa raha hai ye samaan, suni suni see daastaan
fazaa bhee hai javaan, javaan

har ek pal ko dhoondta, har ek pal chalaa gaya
har ek pal firaaq ka, har ek pal visaal ka
har ek pal guzar gaya, bana ke dil pe ik nishaan
sunaa raha hai ye samaan, suni suni see daastaan
fazaa bhee hai javaan, javaan, haea bhee hai ravaan, ravaan
sunaa raha hai ye samaan, suni suni see daastaan
fazaa bhee hai javaan, javaan

Writer(s): Ravi, Haasan Kamal<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Nikaah

Loading

You Might Like

Loading


5m 49s  ·  Hindi

© 1982 Saregama

FAQs for Faza Bhi Hai Jawan Pt. 1