
Zara Zara Lyrics
Rehnaa Hai Terre Dil Mein by Bombay Jayashri
Song · 26,454,312 Plays · 4:58 · Hindi
Zara Zara Lyrics
zaraa zaraa bahakta hai mahaktaa hai
aaj to mera tan-badan
main pyaasi hoon
mujhe bhar le apni bahon main
zaraa zaraa bahakta hai mahaktaa hai
aaj to mera tan-badan
main pyaasi hoon
mujhe bhar le apni bahon main
he meri kasam tujko sanam
dur kahin naa ja
ye duuri kahati hai
paas mere aajaa re
yoon hee baras-baras kaali ghata barase
ham yaar bhig jaaen is chahat kii barish main
meri khuli-khuli laton ko sulajhaaye
tu apni ungliyon se
main to hoon isi khwaahish main
sardi kee raaton mein
ham soye rahen ek chadar main
ham donon tanhaan ho
naa koi bhi rahe is ghar main
zaraa zaraa bahakta hai mahaktaa hai
aaj to mera tan-badan
main pyaasi hoon
mujhe bhar le apni bahon main
tadapaaye muje teri sabhee baathen
ek baar i diwane jhootha hi sahi pyaar to kar
main bhuuli nahin haseen mulaakaatein
baichen kar ke mujhako
mujhase yun naa pher nazar
ruthega naa mujse
mere saathiya ye vaada kar
tere binaa mushkil hai
jeena meraa mere dilbar
zaraa zaraa bahakta hai mahaktaa hai
aaj to mera tan-badan
main pyaasi hoon
mujhe bhar le apni bahon main
he meri kasam tujko sanam
dur kahin naa ja
ye duuri kahati hai
paas mere aajaa re
aaja re...
aajaa re
aaja re...
Writer(s): Sameer Anjaan, Harris Jayaraj<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Rehnaa Hai Terre Dil Mein
Loading
You Might Like
Loading
4m 58s · Hindi