Zaaya Lyrics
Kyun ye doorie thi hai sawaal
Yahi tujhse mera
Na ye zaroori thi kya khayal
Yahi ispe hai tera
Han juda hoke bhi mai na juda tujhse sanam
Meherban hai oo han khuda bhi yun
Lamje jo ye tujhe sang mile khaas hain
Zaaya na karunga main
Humne kabhi jo pal the bune paas hain
Zaaya na karunga main
Zaaya na karunga main
Zaaya na karunga main
Zindagi ye guzar gyi thi
Itna intezar kiya hai tera
Baatein jo adhoori thi
Sunle unko is baar zara
Paa liya jo ab tujhe pyaar dunga is qadar
Bezubaan ho oo ye jahan bhi yun
Lamje jo ye tujhe sang mile khaas hain
Zaaya na karunga main
Humne kabhi jo pal the bune paas hain
Zaaya na karunga main
Zaaya na karunga main
Zaaya na karunga main
Writer(s): Lionel Crasta, Abhijeet Sirvastava<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Zaaya
Loading
You Might Like
Loading
3m 4s · Hindi