Yeh zameen ga rahee hai, aasman ga raha hai Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai Yeh zameen ga rahee hai, aasman ga raha hai Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai Shokh kaliyo ke ghunghat sarkane lage hai Shokh kaliyo ke ghunghat sarkane lage hai Mast phulo ke dil bhee dhadakane lage hai Yeh bahaaro kaa dilkash sama ga raha hai Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai Yeh zameen ga rahee hai, aasman ga raha hai Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai Jhumkar parbato pe ghata chha rahee hai Jhumkar parbato pe ghata chha rahee hai Pyaar ki umar shayad karib aa rahee hai Mera dil pyaar kee yeh dastaan ga raha hai Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai Yeh zameen ga rahee hai, aasman ga raha hai Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai