Yeh Kya Hua

Yeh Kya Hua Lyrics

Amar Prem  by Kishore Kumar

Song  ·  3,806,831 Plays  ·  4:33  ·  Hindi

© 1972 Saregama

Yeh Kya Hua Lyrics

ye kya hua ? kaise hua ? kab hua ?
ab kya sunayen?

ye kya hua ? kaise hua ? kab hua ?
kyun hua ? jab hua , tab hua
o, chhodo, ye naa socho

Hmm-hmm-hmm, ye kya hua ? kaise hua ? kab hua ?
kyun hua ? jab hua , tab hua
o, chhodo, ye naa socho
Hmm-hmm-hmm, ye kya hua ?

hum kyun shikawa karen jhootha?
kya hua jo dil toota?
hum kyun shikawa karen jhootha?
kya hua jo dil toota?

shishe ka khilonaa tha
kuch naa kuch to hona tha hua

ye kya hua ? kaise hua ? kab hua ?
kyun hua ? jab hua , tab hua
o, chhodo, ye naa socho
Hmm-hmm-hmm, ye kya hua ?
samjhe naa

hamne, jo dekha tha, sunaa tha
kya bataaen vo kya tha?
hamne, jo dekha tha, sunaa tha
kya bataaen vo kya tha?

sapana sajaalanaa tha
khatm to hona tha, hua

ye kya hua ? kaise hua ? kab hua ?
kyun hua ? jab hua , tab hua
o, chhodo, ye naa socho
Hmm-hmm-hmm, ye kya hua ?

ai dil, chal pee kar jhoomein
inhen galiyon mein ghumein
ai dil, chal pee kar jhoomein
inhen galiyon mein ghumein

yahan tuje khona tha
badnaam hona tha hua

ye kya hua ? kaise hua ? kab hua ?
kyun hua ? jab hua , tab hua
o, chhodo, ye naa socho
Hmm-hmm-hmm, ye kya hua ?

Writer(s): Anand Bakshi, Rahul Dev Burman<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Amar Prem

Loading

You Might Like

Loading


4m 33s  ·  Hindi

© 1972 Saregama

FAQs for Yeh Kya Hua