Yaaron

Yaaron Lyrics

Side B  by Ankur Tewari, The Ghalat Family

Song  ·  154,055 Plays  ·  4:12  ·  Hindi

℗ 2016 Ankur Tewari

Yaaron Lyrics

kisi gam se
na chillam se
teri rum se nahin
bana hai yaaron se mera jahaan
kitabon may padhaa tha ab
deevaaron pe likhaa
bana hai yaaron se mera jahaan

kisi gam se
na chillam se
teri rum se nahin
bana hai yaaron se mera jahaan
kitabon may padhaa tha ab
deevaaron pe likhaa
bana hai yaaron se mera jahaan

mili to hai kayi hazaar par
jigari chaar yaar hain
sabaki hai ehi dagar
sabaki ye pukaar hai
vo zindagi bhee zindagi hai kya
jisame na yaar hai

tere naqshe tere majahab
zarurat se nahin
bana hai yaaron se mera jahaan
teri chahat teri aahaat
ibaadat se bana
bana hai yaaron se mera jahaan

mili to hai kayi hazaar par
jigari chaar yaar hain
sabaki hai ehi dagar
sabaki ye pukaar hai
vo zindagi bhee zindagi hai kya
jisame na yaar hai

kho na janaa
juda tum ho janaa phir
gum na hona
kaho na sang rohoge
kho na janaa
judaa tum ho na janaa phir
gum na hona
kaho na sang rohoge tum sada

kisi gam se
na chillam se
teri rum se nahin
bana hai yaaron se mera jahaan
kitabon may padhaa tha ab
deevaaron pe likhaa
bana hai yaaron se mera jahaan
bana hai yaaron se mera jahaan yaaron
bana hai yaaron se mera jahaan yaaron
bana hai yaaron se mera jahaan yaaron
bana hai yaaron se mera jahaan yaaron
bana hai yaaron se mera jahaan yaaron
bana hai yaaron se mera jahaan yaaron
bana hai yaaron se mera jahaan yaaron
bana hai yaaron se mera jahaan yaaron

Writer(s): Ankur Tewari<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Side B

Loading

You Might Like

Loading


4m 12s  ·  Hindi

℗ 2016 Ankur Tewari

FAQs for Yaaron