Yaar Banke Yaar Ne Hi Loota Ghar Mera Lyrics
rukh hawaon ka is tarah badlaa
foot kar saavan kee ghataen royee
bijliyaan baadlon pe giri aise
jaise duba ho kinaare pe koyi
yaar banake yaar ne hee lutaa ghar mera
yaar banake yaar ne hee lutaa ghar mera
baarishon ke mausamon mein toota ghar mera

vaadaa naa nibhaayaa, koyi qasam nibhaai naa
yaar waali, yaaron, koyi rasm nibhaai naa

sachche yaar sabake, yaar jhootha par mera
sachche yaar sabake, yaar jhootha par mera
baarishon ke mausamon mein toota ghar mera
baarishon ke mausamon mein toota ghar mera
lamhon mein todi barson kee ashnaiyaan
rab jaane kaise katengi ye tanhaiyaan
lamhon mein todi barson kee ashnaiyaan
rab jaane kaise katengi ye tanhaiyaan
milee yaar sabake, yaar chhootaa par mera
milee yaar sabake, yaar chhootaa par mera
baarishon ke mausamon mein toota ghar mera
baarishon ke mausamon mein toota ghar mera
yaar banake yaar ne hee lutaa ghar mera
yaar banake yaar ne hee lutaa ghar mera
baarishon ke mausamon mein toota ghar mera
baarishon ke mausamon mein toota ghar mera
baarishon ke mausamon mein toota ghar mera
Writer(s): Sawan Kumar Sawan<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Phir Se Bewafaai
Loading
You Might Like
Loading
3m 44s · Hindi