Tumse Pyar Ho Gaya

Tumse Pyar Ho Gaya Lyrics

Shaadi Ke Side Effects  by Pritam, Nikhil Paul George, Neeti Mohan, Mili Nair

Song  ·  1,388,278 Plays  ·  4:20  ·  Hindi

© 2014 T-Series

Tumse Pyar Ho Gaya Lyrics

Tuli uli aapa pe. tuli uli apa po.
Tuli uli aapa pe. tuli uli apa po.

No. wo... no po po po
Oh no no no NO...

Jhalli si hai
Pagli si hai
Bak bak bak karti rehti hai

Jhalla sa hai
Pagla sa hai
Sapne bas bunta rehta hai
Zara zara zara tedhi medhi
Phir bhi woh pyari hai.
Dil toh gaya keh ke sorry. hey.
Well all I can say is
Hey eh hey hey. hey eh hey hey.
Jaane anjane yeh kya ho gaya
Hey eh hey hey. hey eh hey hey.

I′m sorry par tumse pyaar ho gaya

Tuli uli aapa pe. tuli uli apa po.
Tuli uli aapa pe. tuli uli apa po

Socha tha jaisa haan.
Waisi ki waisi toh tu... Nahi!
Phir bhi kyun dil bole
Ab humko rehna hai bas yahin

Maanga tha jisko woh
Khwabon ka raja tu bhi. nahi
Phir bhi dil darta hai
Main na tujhe kho doon kahin

Kabhi kabhi kabhi sochun. bolun.
Museebat mol li.
Kabhi lage ki aankhein khol di
All I can say is,
Hey eh hey hey eh hey eh...
Jaane anjaane yeh kya ho gaya
Hey eh hey hey eh hey eh... hey hey
I'm sorry par tumse pyar ho gaya

Teri har aadat or ek shararat pyaari hai
Tujhse jhagadne me, ladne me bhi khumari hai

Humko toh tere sang rehne ki ek bimaari hai
Tu jo nahi saath, lamha lamha katna bhaari hai
Dheere dheere dheere halke halke kadmon se aa gayi
Yaadon ke khwabon mein sab chhaa gayi
All I can say is,
Hey eh hey...
Jaane anjaane yeh kya ho gaya.
Hey eh hey...
I′m sorry par tumse pyar ho gaya
Hey eh hey...
I'm sorry par tumse pyar ho gaya

Writer(s): Pritam Chakraborty, Swanand Kirkire<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Shaadi Ke Side Effects

Loading

You Might Like

Loading


4m 20s  ·  Hindi

© 2014 T-Series

FAQs for Tumse Pyar Ho Gaya