Tum Nahin Gham Nahin Sharab Nahin Lyrics
tum nahin, gam nahin, sharaab nahin
tum nahin, gam nahin, sharaab nahin
tum nahin, gam nahin, gam nahin, gam nahin
tum nahin, gam nahin, sharaab nahin
aisee tanhaayi ka jawab nahin
gaahe-gaahe ise padhaa kije
dil se behatar koyi kitaab nahin
dil se behatar koyi kitaab nahin
jaane kis-kis kee maut aayi hai
jaane kis-kis kee, kis-kis kee
kis-kis kee, kis-kis kee
jaane kis-kis kee maut aayi hai, maut aayi hai
jaane kis-kis kee maut aayi hai
aaj rukh pe koyi naqaab nahin
aaj rukh pe koyi naqaab nahin
aisee tanhaayi ka jawab nahin
tum nahin, gam nahin, sharaab nahin
hasil-a/e-ghazal sher hai
vo karam ungliyon pe ginate hain
vo karam ungliyon pe ginate hain
dha ni re sa re maa dha ni sa dha ni paa ga
vo karam ungliyon pe ginate hain
zulm ka jinke kuch hisaab nahin
zulm ka jinke kuch hisaab nahin
aisee tanhaayi ka jawab nahin
tum nahin, gam nahin, sharaab nahin
Writer(s): Saeed Rahi, Jagjit Singh<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Mehfil Live In Concerts Jagjit Chitra Vol. 1
Loading
You Might Like
Loading
5m 57s · Urdu