Tulsi Kumar Mashup(Remix By Dj Yogii) Lyrics
meri raahen tere tak hain tujh pe hee to mera haq hai
ishq mera too beshak hai tujh pe hee to mera haq hai
ki tere binaa jeenaa mumkin nahin
naa dena kabhi mujh ko tu faasale
tum jo aaye zindagi mein baath ban gayi
chup hain baathen dil kaise bayaan main karoon
ishq mazhab ishq meri zaat ban gayi
too hee kah de vo jo baath main kah naa sakun
enna sohna kyon laggey tu mainu
main teri ho gai ho ja meraa tu
kuch bhee nahin hai ye jahaan —hai to hai ismein zindagi
raatein ab nahin dhadkati din bhee saansein nahin lete
अब तो आ जाओ mere sohneya
ab mujh ko jaanaa hai kahaan
ki too hee safar hai aakhiree
baathen rah gayi jaruri mere labon pe adhooree
aa ke sun ja mere sohneya
tere bin
jo tere sang laagi preet mohe
nahin laage jiyaa tere bin
ki rab se hai maangi ye hee dua
too haathon kee lakeeren thaam le
aadhee zameen aadha aasamaan tha
aadhee manzilen aadha raastaa tha
ki sang tere paaniyon see paaniyon see
paaniyon see bahtee rahoon
too sunta rahe main kahaaniyaan see kehtee rahoon
aayi hoon duniyaa mein ek tere hee vaaste
manzil ek hai aur ek hee raaste
enna sohna kyon laggey tu mainu
main teri ho gai ho ja meraa tu
lakhaan ton juda main hui teri khaatir
tu hi manzil dil tera musfir
ki tere binaa jeenaa mumkin nahin
naa dena kabhi mujh ko tu faasale
main tujh ko kithna chaahatee hoon ye too kabhi soch naa sake
nahin laage jiyaa tere bin
Writer(s): Irshad Kamil, Pritaam Chakraborty, Uzair Jaswal, Rakesh Kumar Pal, Amal Israr Mallik, Rochak Kohli, Akhil Sachdeva, Gursharanjot Singh Randhawa<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Tulsi Kumar Mashup
Loading
You Might Like
Loading
3m 25s · Hindi