Thoda Dhyan Laga

Thoda Dhyan Laga Lyrics

Sai Ke Charanon Mein  by Sudhanshu Samir, Pramod Medhi

Song  ·  40,814 Plays  ·  7:40  ·  Hindi

© 2003 Venus

Thoda Dhyan Laga Lyrics

Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thoda dhyan laga...(2)
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thuje gale se lagayenge
Ankhiyaan man ki khol
Ankhiyaan man ki khol tujko darshan woh karayenge, ankhiyaan man ki khol
Ankhiyaan man ki khol tujko drashan woh karayenge, tuje gale se lagayenge.
Thoda dhyan laga...
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thoda dhyan laga
Hain ram ramayya woh, hain krishna kanhaiya woh, wahi mera sai hain
Sat karm rahon pe chalna sikate woh, wahi jagdeesh hain
Hain ram ramaiya woh, hain krishna kanhaiya woh, wahi mera sai hain
Sat karm rahon pe chalna sikate woh, wahi jagdish hain hoooooo
Prem se pukaar...
Prem se pukaar tere paap ko jalayenge, prem se pukar
Prem se pukaar tere paap ko jalayenge, tujhe gale se lagayenge
Thoda dhyan laga.
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge. thoda dhyan laga
Kirpa ki chaya main, baithayenge tujko kaha tum jaaoge
Unki daya drishti jab jab padegi tum, yeh bhav tar jaaoge
Kirpa ki chaya main, baithayenge tujko kaha tum jaaoge
Unki daya drishti jab jab padegi tum, yeh bhav tar jaaoge
Aisa Hain Vishwas.
Aisa hain Vishwas man main jyot wo jagayenge, aisa hain Vishwas
Aisa hain Vishwas man main jyot woh jagayenge, tuje gale se lagayenge
Thoda dhyan laga.
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge. thoda dhyan laga.
Muniyo ne rushiyo ne guru shishya mahima ka, kiya... gun... gaan... hain
Sai ji ki charanon main jukti sakal srushti, juke... bhag... waan hain...
Muniyo ne rushiyo ne guru shishya mahima ka, kiya... gun... gaan... hain
Sai ji ki charanon main. jukti sakal srushti, juke... bagwaan hain... hoooo
Mahima hain apaar
Mahima hain apaar sat ki raah woh dikayenge, mahima hain apaar
Mahima hain apaar sat ki raah woh dikayenge, Tuje gale se lagayenge...
Thoda dhyan laga.
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thoda dhyan laga
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thuje gale se lagayenge
Ankhiyaan man ki khol
Ankhiyaan man ki khol tujko darshan woh karayenge, ankhiyaan man ki khol
Ankhiyaan man ki khol tujko drashan woh karayenge, tuje gale se lagayenge.
Thoda dhyan laga...
Thoda dhyan laga sai dode dode aayenge, thoda dhyan laga

Writer(s): Samir<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Sai Ke Charanon Mein

Loading

You Might Like

Loading


7m 40s  ·  Hindi

© 2003 Venus

FAQs for Thoda Dhyan Laga