Teri Yaadon Mein

Teri Yaadon Mein Lyrics

K.K. 24 Karat Hits  by Sajid-Wajid, KK, Shreya Ghoshal

Song  ·  19,960,506 Plays  ·  4:44  ·  Hindi

© 2014 T-Series

Teri Yaadon Mein Lyrics

phirata rahoon dar-ba-dar
milata nahin tera nishaan
hoke juda kab main jiyaa?
tu hai kahan main kahan

teri yaadon mein khoyaa rahata hoon
mujko dansati hain tanhaiyaan

phirata rahoon dar-ba-dar
milata nahin tera nishaan
hoke juda kab main jiyaa?
tu hai kahan main kahan

too jo juda ho gayi
teri sada kho gayi
dekh le phir zindagi
haan , kya se kya ho gayi

jab se bichdi hoon , rab se kehtee hoon
kithna soona hai tera jahaan

phirata rahoon dar-ba-dar
milata nahin tera nishaan
hoke juda kab main jiyaa?
tu hai kahan main kahan

kaise kate zindagi?
maayusiyaan, bebasii
raahen sabhee kho gayi
roshni de roshni

main to rahtee hoon teri raahoon mein
bekhabar mujko dhoondhe kahaan?

phirata rahoon dar-ba-dar
milata nahin tera nishaan
hoke juda kab main jiyaa?
tu hai kahan main kahan

teri yaadon mein khoyaa rahata hoon
mujko dansati hain tanhaiyaan

Writer(s): Jalees Sherwani<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from K.K. 24 Karat Hits

Loading

You Might Like

Loading


4m 44s  ·  Hindi

© 2014 T-Series

FAQs for Teri Yaadon Mein