Teri Galiyon Mein Lyrics
Aur Is Dil Mein by Usha Khanna, Mohammed Rafi
Song · 3,217,821 Plays · 4:44 · Hindi
Teri Galiyon Mein Lyrics
teri galiyon mein naa rakhenge qadam aaj ke baad

tere milne ko naa aayenge, sanam, aaj ke baad
teri galiyon mein
tu meraa milanaa
too mera milana samaj lenaa ek sapana tha
tujh ko ab mil hee gaya jo tera apana tha

hum ko duniyaa mein samajhnaa naa, sanam, aaj ke baad
teri galiyon mein naa rakhenge qadam aaj ke baad
teri galiyon mein
ghir ke aaengi...
ghir ke aaengi ghataen fir se saavan kee
tum to banhon mein rahogi apanae saajan kee

gale hum gam ko lagaayenge, sanam, aaj ke baad
teri galiyon mein naa rakhenge qadam aaj ke baad
tere milne ko naa aayenge, sanam, aaj ke baad
teri galiyon mein
Writer(s): Usha Khanna, Sawan Kumar, Tim Pottier<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Aur Is Dil Mein
Loading
You Might Like
Loading
4m 44s · Hindi