Tadap Tadap Lyrics
bejaan dil ko...
bejaan dil ko...
bejaan dil ko tere ishq ne zindaa kiya
phir tere ishq ne hee is dil ko tabah kiya
tadap-tadap ke is dil se aah nikalti rahee
mujko sazaa dee pyaar kee aisa kya gunaah kiya
tadap-tadap ke is dil se aah nikalti rahee
mujko sazaa dee pyaar kee aisa kya gunaah kiya
tadap-tadap ke is dil se aah nikalti rahee
mujko sazaa dee pyaar kee aisa kya gunaah kiya
ajab hai ishq yaaraa, pal do pal kee khushiyaan
gam ke khazaane milte hain, phir miltee hain tanhaaiyaan
kabhi ansu, kabhi aahen, kabhi shikave, kabhi naalen
tera cheharaa nazar aaye
tera cheharaa nazar aaye muje din ke ujaalon mein
teri yaaden tadpaae
teri yaaden tadpaae raaton ke andheron mein
tera cheharaa nazar aaye
machal-machal ke is dil se aah nikalti rahee
mujko sazaa dee pyaar kee aisa kya gunaah kiya
agar milee khuda to, puchhunga kudaaya
jism muje deke mittee ka, shishe sa dil kyun banaaya
aur uspe diya fitrat ke vo karthaa hai mohabbat
vaah re vaah teri kudarat
vaah re, vaah teri, kudarat uspe de diya qismat
kabhi hai milan, kabhi furkat hai yahi kya vo mohabbat
vaah re vaah teri kudarat
sisak-sisak ke is dil se aah nikalti rahee
mujko sazaa dee pyaar kee aisa kya gunaah kiya
tadap-tadap ke is dil se aah nikalti rahee
mujko sazaa dee pyaar kee aisa kya gunaah kiya
Writer(s): Mehboob, Ismail Darbar<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Aankh Se Chhalka Aansoo
Loading
You Might Like
Loading
6m 38s · Hindi