Sote Sote Lyrics
sote sote sapana aayaa sapane me wo thi
usne chhuvaa hamako kya ye sach hai ke nahi
kya tumko khabar hai ye dil besabar hai
you karke bahaanaa chhod naa janaa
jaan legaa meri sharmaana tera muskuraana tera
sote sote sapana aayaa sapane main wo thi
jane kyun ye dil ne kaha pyaar kii subah ho gai
chup rah ke bhi sab kah diya ye kisi adaa ho gai
pal jab wo aayega khud jaan jayega tu
ke teri marzi hai kya ab ye mujhako bataa
mere jeene kaa bahaanaa koi or nahi
sote sote sapana aayaa sapane me wo thi
tanhai me tanha khud se kahata rahata hu
ab aa kar naa tum jaaogi sochataa rahata hu
ehsaas tumhaara andaaj hamaara aisa ab tak to
kuch bhi nahi hai jaan legaa kaise sharmaana meraa
muskuraana meraa
sote sote sapana aayaa sapane me wo thi
hamane jab kaha kuchh nahi kyun aisi tamanna kerani
man meraa to maane yahi tu hai or koi nahi
apana iraadaa to aisa nahi
ke dil se badhkar hai kya aisi zid bhi hai kya
mere jeene kaa bahaanaa koi or nahi
sote sote sapana aayaa sapane me wo thi
usne chhuvaa hamako kya yah sach hai ke nahi
kya tumko khabar hai yah dil besabar hai
yun karke bahaanaa chhod naa janaa
jaan legaa meri sharmaana tera muskuraana tera
sote sote sapana aayaa sapane me wo thi
Writer(s): Md. Aslam, Lucky Ali<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Love At Times Square
Loading
You Might Like
Loading
4m 53s · Hindi