Son Of Sardaar (Dj Chetas Mix)

Son Of Sardaar (Dj Chetas Mix) Lyrics

Son Of Sardaar  by Aaman Trikha, Himesh Reshammiya

Song  ·  266,700 Plays  ·  3:22  ·  Hindi

℗ 2012 Super Cassettes Industries Private Limited

Son Of Sardaar (Dj Chetas Mix) Lyrics

Kabhi kabhi mere dil mein sawaal aata hai
Ki agar duniya mein sardaar naa hote to kya hota
Sorry yaar duniya bekaar bina son of sardaar

Son of sardaar - 4
Jiska rab hai pehredar panther si jiski raftaar
Lagaaye chand pe jo darbaar (son of sardar) - 3
Jiski chabbi hai damdaar mc bc me bhi pyaar
Emotion action ka bhandaar (son of sardar) - 3
Oh ranjhe asli license wale gabru mann se hain matwale
Original zinda dil dilwale ...
Forever party ko taiyyar chilled patiala maar maar
Hai raunak har mehfil ki yaar
Son of sardaar - 3

Ishq jab bhi kare kisi se na darre
Apne mashuq par mitte woh marr mitte
Kambhaqt woh
Aashiq hai sabse pareh
Ishq hai inka fashion yaar ishq hai inka passion yaar
Ishq ke asli daawedaar
Son of sardaar - 3
Oh ranjhe asli license wale gabru mann se hain matwale
Original zinda dil dilwale
Jiska rab hai pehredar panther si jiski raftaar
Lagaaye chand pe jo darbaar
Son of sardaar - 3

Jina koi inse sikhe hai yaaro masti bhi inpe marati hai
Pina pilaana inki adaa hai tanhaai inse darti hai
Bade dildaar hai bijali ke taar hai
Ultimate sarphire yaaron ke yaar hai
Khuddar hain inka
Yahi kirdaar hai
Forever party ko taiyyar chilled patiala bhar maar
Hai raunak har mehfil ki yaar
Son of sardaar - 3
Jiska rab hai pehredar panther si jiski raftaar
Lagaaye chand pe jo darbaar
Son of sardaar - 3
Oh ranjhe asli license wale gabru mann se hain matwale
Original zinda dil dilwale
Jiski chabbi hai damdaar mc bc me bhi pyaar
Emotion action ka bhandaar
Son of sardar - 4

Writer(s): Shabbir Ahmed, Himesh Vipin Reshammiya<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Son Of Sardaar

Loading

You Might Like

Loading


FAQs for Son Of Sardaar (Dj Chetas Mix)