Shiv Sama Rahe

Shiv Sama Rahe Lyrics

Shiv Sama Rahe  by Hansraj Raghuwanshi

Song  ·  13,314,176 Plays  ·  5:33  ·  Hindi

℗ 2021 Fatafat Digital | ST

Shiv Sama Rahe Lyrics

om namah shivaaya
om namah shivaaya

shiv samaa rahe mujh mein, aur main shunya ho raha hoon
shiv samaa rahe mujh mein, aur main shunya ho raha hoon

krodh ko, lobh ko
krodh ko, lobh ko main bhasm kar raha hoon

shiv samaa rahe mujh mein, aur main shunya ho raha hoon
om namah shivaaya
shiv samaa rahe mujh mein, aur main shunya ho raha hoon
om namah shivaaya

brahm murari surarchit lingan nirmal bhashit shobhit lingan
janamaj dukh vinaashak lingan tatpranmaami sadashiv lingan
brahm murari surarchit lingan nirmal bhashit shobhit lingan
janamaj dukh vinaashak lingan tatpranmaami sadashiv lingan

teri banaai duniyaa mein koyi tujh sa milaa nahin
main to bhataka dar-ba-dar, koyi kinaraa milaa nahin

jitna paas tujh ko paayaa
utana khud se door jaa raha hoon

shiv samaa rahe mujh mein, aur main shunya ho raha hoon
om namah shivaaya
shiv samaa rahe mujh mein, aur main shunya ho raha hoon
om namah shivaaya

maine khud ko khud hee bandha apanee khinchi lakiron mein
main lipat chukaa tha ichha kee zanjiron mein
anant kee gaharaaiyon mein samaya se door ho raha hoon
shiv praanon mein utar rahe, aur main mukt ho raha hoon

vo subah kee pehlee kiran mein, vo kasturi van ke hiran mein
meghon mein garaje, goonje gagan mein, ramata jogi, ramata magan mein
vo hee vaayu mein, vo hee aayu mein, vo hee jism mein, vo hee rooh mein
vo hee chaaya mein, vo hee dhoop mein, vo hee hai har ek rup mein

o, bhole, o

krodh ko, lobh ko
krodh ko, lobh ko main bhasm kar raha hoon

shiv samaa rahe mujh mein, aur main shunya ho raha hoon
om namah shivaaya
shiv samaa rahe mujh mein, aur main shunya ho raha hoon
om namah shivaaya

Writer(s): Hansraj Raghuwanshi, Suman Thakur<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Shiv Sama Rahe

Loading

You Might Like

Loading


5m 33s  ·  Hindi

℗ 2021 Fatafat Digital | ST

FAQs for Shiv Sama Rahe