Shambhu Sutaya (From "ABCD - Any Body Can Dance") Lyrics
Riddhi, Siddhi, Vriddhi hoti
Haan tere hi aane se
...
Aur sundar ye shristi hoti
Haan tere hi aane se
Morya... Morya...
...
Mann ke andhere kone mein
Jo Daanav chhupa hai, Moreya!
Uspe hi jay ho to digvijay ho
Teri tarah Morya
Ganpati Bappa - Morya
Pudhchya varshi - Lavkar ya
Laakh koi de hunkaare
...
Laakh koi dhamka le
...
Ho ho hum teri raahon pe chalte
Hum nahi rukne waale
...
Mera deva devon ka devta
Maaza deva devon ka devta
Per rukne naa, Sar ye jhukne naa dega
Morya re Morya Ganpati bappa
...
Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya, Lambodaraye Morya
...
Manya re Bappa Morya
Ganpati Bappa Morya
Devaa... ho... ho.
...
Sajjan ki aas durjan ka naash
Tu Kaisa bindaas hai raja
(Tu kaisa bindaas hai raja)
Teri ho pooja, phir koi dooja
Tu sabka vishwas hai raja
(Tu sabka vishwas hai raja)
Yun sabhi devon ke aage ye sar jhuka hai Morya
Par apna hai tu ghar pe humaare aaya hai Morya
...
Morya re Morya Ganpati bappa
...
Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya, Lambodaray Morya
...
Manya re Bappa Morya
Ganpati Bappa Morya
Gan Gan Ganapati Gajmukh mangal
...
Ghit ghire ghit ghire ghit ghire
Thoon thoon
Tat tat thayee tha
Jai jagvandan vakra tund daani daata
Vighan haran shubh karan DhaGiNa Dha
Vighan haran shubh karan DhaGiNa Dha
Vighan haran shubh karan DhaGiNa Dha
Dhoom kite dhoom kite
DhaDhang DhaDhang DhaGiNa Dha
DhaDhang DhaDhang DhaGiNa Dha
Morya re Morya
Ganpati Bappa Morya
...
Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya, Lambodaraye Morya
Manya re Bappa Morya
Ganpati Bappa Morya
Devaa... ho... ho.
Hey... Jal mein, thal mein
Shristi sakal mein
Van mein, Rann mein, kan kan mein
Taru mein, tran mein, Gaj mein, Gana mein
Morya hai har mann mein
Hey rang ki dhaare, ras fuhaarein
Chhal chhal chhalke sarjan mein
Tej hai, Bal hai, shakti prabal hai
Morya ke darshan mein re Bappa
Morya ke darshan mein re Deva
Morya ke darshan mein hey.
Morya ke darshan mein... ho!
...
Writer(s): Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Shankar Mahadevan: Best of Me
Loading
You Might Like
Loading