Sarfaroshi Ki Tamanna Lyrics
karthaa nahin kyun doosraa kuch baatcheet?
dekhtaa hoon main jise vo chup teri mehafil mein hai
vo chup teri mehafil mein hai
sarafaroshi kee tamanna ab hamaare dil mein hai

vaqt aanae par bataa denge tuje o, aasamaan

hum abhee se kya bataaen, kya hamaare dil mein hai
kya hamaare dil mein hai
sarafaroshi kee tamanna ab hamaare dil mein hai
khench kar laae hai sabko qatl hone kee ummid

Writer(s): Prem Dhawan, Ram Prasad Bismil<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Shaheed
Loading
You Might Like
Loading
3m 29s · Hindi