Safarnama Lyrics
milegaa
safar mein
milegaa kaheen to tere-mere hisse ka aasamaan
dhoondhe jo safar mein ye kaaravaan, vo aasamaan
maine basaa liya apana jahaan, too jahaan
tere hee shahar tak hai ye mera safarnama
(safarnama)

dhalega kabhi to
milne-bichhadne ka ye silsilaa
Ooh, ooh, ooh
kal teri hatheliyaan haathon mein jo aaengi
maahaul saara dhuaan-dhuaan ho jaaegaa
qadamon ka milon se, raaston kee keelon se
tum dekhnaa kaisa faaslaa ho jaaegaa
milegaa kaheen to chhootaa-chhootaa sa zindagi ka sira
ho, milegaa kaheen to tum se aa ke mera har raastaa
o, tere binaa lage bemaani sa ye jahaan
tere hee shahar tak hai ye mera safarnama
(safarnama)
tere hee shahar tak hai ye mera safarnama
(safarnama)
tere hee shahar tak hai ye mera safarnama
milegaa
safar mein
Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Safarnama
Loading
You Might Like
Loading
4m 24s · Hindi