Sach Bolta Hoon Main (Album Version) Lyrics
phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main

ye chiz laa-jawab hai...
ye chiz laa-jawab hai, sach bolta hoon main
phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
gin kar piyun main jam to hota nahin nasha

mera alag hisaab hai
mera alag hisaab hai, sach bolta hoon main
phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
saaqi, yaqeen naa aaye to gardan jhuka ke dekh

shishe mein maahtaab hai...
shishe mein maahtaab hai, sach bolta hoon main
phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
haathon mein ek jam hai, honton pe ik ghazal

baaqi khyaal-o-khwaab hain...
baaqi khyaal-o-khwaab hain, sach bolta hoon main
phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
Writer(s): Ali Ghani<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Humnasheen
Loading
You Might Like
Loading
4m 31s · Hindi