Saara Zamana - Unwind Version Lyrics
saara zamana haseenon ka deewaanaa
zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana?
Hey, saara zamana (saara zamana)
haseenon ka deewaanaa (haseenon ka deewaanaa)
zamana kahe phir kyun (zamana kahe phir kyun)
bura hai dil lagaana? (bura hai dil lagaana?)
Hey, saara zamana...
ye kaun kah raha hai too aaj pyaar kar le?
jo kabhi bhee khatm naa ho, vo aitbaar kar le

maan le, maan le meri baath
saara zamana (saara zamana)
haseenon ka deewaanaa (haseenon ka deewaanaa)
zamana kahe phir kyun (zamana kahe phir kyun)
bura hai dil lagaana? (bura hai dil lagaana?)
Hey, saara zamana...
jab husn hee nahin to duniyaa mein kya kashish hai?
dil, dil vahee hai, jismein kaheen pyaar kee khalish hai

Writer(s): Anjaan, Rajesh Roshan<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Saara Zamana - Unwind Version
Loading
You Might Like
Loading
4m 14s · Hindi