Saanson Ke Lyrics
sanson ke kisi ek mode par
mili thi tu zindagi
meri dost ban ke
chal diya teri baat maan kar
tera haath tham kar
tuje saathi chun ke
main kis manzil kaa raahi hoon
tu kin rahon pe laai he
samaj paau naa main tujko
naa tu mujhako…
jo naa-manzur he mujhako
wohi manzur he tujko
samaj paau naa main tujko
naa tu mujhako…
jo le liya tha tuune faisalaa
zamin pe aasmaan main rakh diya
main chhaao main lapete dhoop ko
kaha jo tuune kahana kar diya
chalaa main apni manzil ko
ja tu bhi laut ja ghar ko
samaj paau naa main tujko
naa tu mujhako…
jo naa-manzur he mujhako
wohi manzur he tujko
samaj paau naa main tujko
naa tu mujhako…
Writer(s): Manoj Harishchandra Yadav, Jam8<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Raees
Loading
You Might Like
Loading
4m 2s · Hindi