Rang Dariya Lyrics
Yaara, mujhe tu aise aa mila
Jaise qaafir ko milta hai khuda
Karoon laakh baari tera shukriya
Ban maange tune itna de diya
Mera safeena paar laga de
Ya tu mitaa de, ya tu banaa de koyi zariya
Rang dariya, rang dariya, teri aankhon ka ye rang dariya
Soofiyaana ishq ka rang dariya
Rang dariya, rang dariya, teri aankhon ka ye rang dariya
Soofiyaana ishq ka rang dariya
Main bandiaa jaaoon rangiaa, main bandiaa jaaoon rangiaa
Beparwaah ye dil jaaye tariaa
Rang dariya, rang dariya, teri aankhon ka ye rang dariya
Soofiyaana ishq ka rang dariya
Koyi baandhe mannateinz koyi maange jannatein
Main to naacheez teri chaah ka sawaali hoon
Likh ke teri chaahtein kar de dastakhat tere
Muddaton se jo padaa, koyi khat main khaali hoon
Chalein saari raahein hum sang mein
Tere hi rang mein rang de tu kori ye chadariya
Rang dariya, rang dariya, teri aankhon ka ye rang dariya
Soofiyaana ishq ka rang dariya
Rang dariya, rang dariya, teri aankhon ka ye rang dariya
Soofiyaana ishq ka rang dariya
Chehron ki bheed mein tu pasand aa gaya
Meri nazar mein teri tasveer rahti hai
Hua main ameer paa ke teri dildariyaan
Sun ye mere khwaabon ki taabeer kahti hai
Hona kabhi tu mujhse judaa na
Chaahe khudaaya, chaahe khafaa ho saari duniya
Rang dariya, rang dariya, teri aankhon ka ye rang dariya
Soofiyaana ishq ka rang dariya
Rang dariya, rang dariya, teri aankhon ka ye rang dariya
Soofiyaana ishq ka rang dariya
Main bandiaa jaaoon rangiaa, main bandiaa jaaoon rangiaa
Beparwaah ye dil jaaye tariaa
Rang dariya, rang dariya, teri aankhon ka ye rang dariya
Soofiyaana ishq ka rang dariya
Writer(s): Vishal-shekhar, Kumaar<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Chehre
Loading
You Might Like
Loading
4m 56s · Hindi