Phir Se Ud Chala

Phir Se Ud Chala Lyrics

Rockstar  by Mohit Chauhan

Song  ·  27,163,894 Plays  ·  4:31  ·  Hindi

© 2011 T-Series

Phir Se Ud Chala Lyrics

phir se ud chalaa
ud ke choda hai jahaan neeche
main tumhaare ab hoon hawale
ab dur dur log baag milon dur ye vaadiyaan
phir dhuna dhuna tan har badali chali aati hai chune
par koi badali kabhi kahin kar de tan geela ye hai bhi naa ho
kisi manzar par main rukaa nahin
kabhi khud se bhi main mila nahin
ye gilaa to he main khafaa nahin
shahar ek se, gaanv ek se, log ek se, naam ek

phir se ud chalaa
mittee jaise sapane ye
kitta bhi palkon se jhaado
phir aa jaathe hain
itane saare sapane
kya kahoon kis tarah se maine
tode hai chode hai kyun
phir saath chale mujhe le ke ude ye kyun

kabhi daal daal kabhi paat paat
mere saath saath phire dar dar ye
kabhi sehara kabhi sawan
banun ravan kyun mar mar ke
kabhi daal daal kabhi paat paat
kabhi din hai raat kabhi din din hai
kya sach he kya maaya
he daata he daata

idhar udhar teetar bitar
kya hai pataa hawa liye jaae teri ore
khinche teri yaaden teri yaaden
teri ore

rang birange vehamon main
main udata phiruun
rang birange vehamon main
main udata phiruun

Writer(s): Irshad Kamil<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Rockstar

Loading

You Might Like

Loading


4m 31s  ·  Hindi

© 2011 T-Series

FAQs for Phir Se Ud Chala