
Paisa Lyrics
Song · 2,610,289 Plays · 3:52 · Hindi
Paisa Lyrics
teri zindagi ko zindagi banane aayaa paisa
be-rangi duniya ko rangin banane aayaa paisa
andhere kamaron main batti jailane aayaa paisa
sapane tere sachche karke dikhaane aayaa paisa
din tere bhi jeene kaa aayaa hai
jo chaha tha tuune wo paaya hai
sab paison kii lila hai maaya hai
patjhad kaa bhi mausam laa de sawan jaisaa
zindagi ko zindagi banane aayaa paisa
be-rangi duniya ko rangin banane aayaa paisa
andhere kamaron main batti jailane aayaa paisa
sapane tere sachche karke dikhaane aayaa paisa
jo tere shauk hai shauk se aaj pure karbal sabhi
jo kabhi bin padhe faad ke phenkata tha arzi teri
puri naa sahi aadhi to maanegaa marzi teri
gam tere tu peeche chhod aayaa hai
or muskuraana tuje aayaa hai
sab paison kii lila hai maaya hai
12 ko bhi dekho laage 52 jaisaa
tere jivan ke chakke ghumaane aayaa paisa
teri bekaari ke chakke chhudaane aayaa paisa
andhere kamaron main batti jailane aayaa paisa
sapane tere sachche karke dikhaane aayaa paisa
Writer(s): Ajay Atul<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
3m 52s · Hindi