O Re Piya

O Re Piya Lyrics

Officer Arjun Singh IPS Batch 2000  by Ali Aslam

Song  ·  1,598 Plays  ·  5:01  ·  Hindi

© 2019 Zee Music Company

O Re Piya Lyrics

main naa mangoo mahal ataari, naa hiron ka kangan
too mera chandan, too mera kanchan, too mere man ka darpan
tera mera naathaa jaise dharaa gagan ka sangam

o re piya too hee hai man ka chain
o re piya too hee hai man ka chain

sud-budh chhini tune moree kar dee naa baichaiyn
sud-budh chhini tune moree kar dee naa baichaiyn

preet ke rang mein aisee dubi bhool gayi din rain
tumse juda ye nain (tumse juda ye nain)

o re piya too hee hai man ka chain (man ka chain)
o re piya too hee hai man ka chain (man ka chain)

meri laaj suhaag tum hee to ho
meri laaj suhaag tum hee to ho
maine jag se naathaa tod liya
tuje pahan liya, tuje od liya
tuje rome-rome sang jod liya

ho, saajan too ek saacha laage
jhute jag ke bair
too hee hai man ka chain (man ka chain)

o re piya too hee hai man ka chain
o re piya too hee hai man ka chain (man ka chain)

sardi mein too ont lage
sardi mein too ont lage
garmee mein sital chaaya (garmee mein sital chaaya)
sau janamon ka saath dobaaraa ek janam mein paayaa

o gal baiyaa tum moree saajan
tum naiynan ke nain
too hee hai man ka chain (man ka chain)

o re piya too hee hai man ka chain (man ka chain)
o re piya too hee hai man ka chain (man ka chain)

Writer(s): Liyakat Nazir Ajmeri, Husna Azam Khan<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Officer Arjun Singh IPS Batch 2000

Loading

You Might Like

Loading


5m 1s  ·  Hindi

© 2019 Zee Music Company

FAQs for O Re Piya