O Majhi Re Apna Kinara (From "Khushboo") Lyrics
o majhi re
o majhi re
apana kinaaraa nadiya kii dhara he
o majhi re
sahilo pe bahanevaale
kabhi suna to hoga kahi
ho kagajo kii kashtiyo kaa
kahi kinaaraa hota nahin
o majhi re majhi re
koi kinaaraa jo kinare se mili
wo apana kinaaraa he
o majhi re
panio main bah rahe hai
kai kinare toote hue
ho raasto main mil gaye hai
sabhi sahare chute hue
koi sahaara majdhaare main
mili jo apana sahaara he
o majhi re apana kinaaraa
nadiya kii dhara he
Writer(s): Gulzar, Rahul Dev Burman<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Lyrical Gems Of Gulzar
Loading
You Might Like
Loading
3m 4s · Hindi