O Khuda

O Khuda Lyrics

Hero  by Amaal Mallik, Palak Muchhal

Song  ·  39,113,671 Plays  ·  5:07  ·  Hindi

© 2015 T-Series

O Khuda Lyrics

tere bin jeenaa hai aise
dil dhadkaa naa ho jaise
ye ishq hai kya duniyaa ko
hum samajhaayen kaise?

aa, dilon kee raahoon mein
hum kuch aisa kar jaaen
ek-duje se bichhde to
saans liye bin mar jaaen

o, khuda, bataa de kya lakiron mein likhaa?
hamne to, hamne to bas ishq hai kiya
o, khuda, bataa de kya lakiron mein likhaa?
hamne to, hamne to bas ishq hai kiya

pyaar kee in raahoon mein
milte hain kithne dariyaan
lakh toofaanon mein bhee dil ko
mil jaataa hai zariyaa

is dil ke iraadon mein hai itana asar
laharon se kinaaron pe karthaa hai safar

o, khuda, bataa de kya lakiron mein likhaa?
hamne to, hamne to bas ishq hai kiya
o, khuda, bataa de kya lakiron mein likhaa?
hamne to, hamne to bas ishq hai kiya

aaj apanae rangon se
bichdi hain ye tasviren
haathon mein kaheen tut rahee hain
milkar do taqadiren

duniyaa ye jeet gayi, dil haar gaya
nahin sochaa tha, milkar kabhi honge juda

o, khuda, bataa de kya lakiron mein likhaa?
hamne to, hamne to bas ishq hai kiya
o, khuda, bataa de kya lakiron mein likhaa?
hamne to, hamne to bas ishq hai kiya

Writer(s): Rakesh Kumar Pal, Amal Israr Mallik<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Hero

Loading

You Might Like

Loading


5m 7s  ·  Hindi

© 2015 T-Series

FAQs for O Khuda