Nikamma Kiya Is Dil Ne (Version, 2)

Nikamma Kiya Is Dil Ne (Version, 2) Lyrics

Kyaa Dil Ne Kahaa (Original Motion Picture Soundtrack)  by Himesh Reshammiya, Sanjivani, Jaspinder Narula, Shaan

Song  ·  207,372 Plays  ·  6:29  ·  Hindi

(P) 2002 Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.

Nikamma Kiya Is Dil Ne (Version, 2) Lyrics

Courtesy -- Yash Talele

Nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma
Aasheeki chahata hai, jindagee ujadta hai
O aasheeki chahata hai, jindagee ujadta hai
Roke ruke na kabhee yeh kiseekee kaha manta hai
Manta hai, manta hai
Yaado me khoya rehta hai, vaado me duba rehta hai
Mushkile paida karta hai, bada badnam karta hai
Nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma - (2)
Aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
O aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
Roke ruke na kabhee yeh, kiseekee kaha manta hai
Manta hai, manta hai
O nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma - (2)
Aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
O aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
Roke ruke na kabhee yeh, kiseekee kaha manta hai
Manta hai, manta hai
O nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma
I luv your eyes, i luv your neck
I luv your smile, i luv your face
Magar kya kare, bahut problem hai yar
Khamkha aankh me aansu laye, aur kabhee chahte bhee barsaye
Jine ko haram karke marna sikhata hai yeh
Kayamat lata hai, nikamma kiya iss dil ne
Iss dil ne kiya hai nikamma
Aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
O, aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
Roke ruke na kabhee yeh, kiseekee kaha manta hai
Manta hai, manta hai
O nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma
I luv your lips, i luv your hair
I luv your legs, i luv your cheeks, but forget it
Dhadkane kartee hai kaisa halla
Kya kahe tumse ham khullam khulla
Duriya najdeekiyan bhee gum ho jatee hai
Sab kuchh mitata hai, nikamma kiya iss dil ne
Iss dil ne kiya hai nikamma
Aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
O aasheeki chahta hai, jindagee ujadta hai
Roke ruke na kabhee yeh, kiseekee kaha manta hai
Manta hai, manta hai
O nikamma kiya iss dil ne, iss dil ne kiya hai nikamma
I luv your touch, i luv your voice
I luv your style, i luv your heart
Hey eh eh eh eh eh eh eh eh
Eh eh eh eh eh eh eh eh eh - (2)

Writer(s): himesh reshammiya<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Kyaa Dil Ne Kahaa (Original Motion Picture Soundtrack)

Loading

You Might Like

Loading


FAQs for Nikamma Kiya Is Dil Ne (Version, 2)