Neela Aasman So Gaya - Lata Mangeshkar

Neela Aasman So Gaya - Lata Mangeshkar Lyrics

Silsila  by Lata Mangeshkar

Song  ·  890,865 Plays  ·  5:28  ·  Hindi

℗ 1981 Saregama India Ltd

Neela Aasman So Gaya - Lata Mangeshkar Lyrics

nila aasamaan so gaya
nila aasamaan so gaya
nila aasamaan so gaya ho
nila aasamaan so gaya

aansuon mein chaand duba, raat murajhaai
aansuon mein chaand duba, raat murajhaai
zindagi mein door tak faili hai tanhaayi

jo guzare hum pe vo kam hai
tumhaare gam ka mausam hai

nila aasamaan so gaya
nila aasamaan so gaya

o, yaad kee vaadi mein goonje beete afsaane
yaad kee vaadi mein goonje beete afsaane
hamsafar jo kal the, ab tehre vo begaane

mohabbat aaj pyaasi hai
badee gahari udaasi hai

nila aasamaan so gaya ho
nila aasamaan so gaya

nila aasamaan so gaya (nila aasamaan so gaya)
nila aasamaan so gaya (nila aasamaan so gaya)
nila aasamaan so gaya (nila aasamaan so gaya)

Writer(s): Shiv Kumar Sharma, Hari Prasad Chaurasia (ind), Javed Akhtar<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Silsila

Loading

You Might Like

Loading


5m 28s  ·  Hindi

℗ 1981 Saregama India Ltd

FAQs for Neela Aasman So Gaya - Lata Mangeshkar