Na Na Karte Pyar Tumhi Se (From "Jab Jab Phool Khile")

Na Na Karte Pyar Tumhi Se (From "Jab Jab Phool Khile") Lyrics

Vintage Queen: Nanda  by Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi

Song  ·  1,460,850 Plays  ·  3:20  ·  Hindi

© 2015 Saregama

Na Na Karte Pyar Tumhi Se (From "Jab Jab Phool Khile") Lyrics

naa naa karte, naa naa karte pyaar tumhiin se kar baithe
naa naa karte pyaar tumhiin se kar baithe

karnaa tha inkaar, magar iqaraar tumhiin se kar baithe
naa naa karte pyaar tumhiin se kar baithe
naa naa karte pyaar tumhiin se kar baithe

ham hai pataa jo tumhaari daastaan thi
honton pe to naa thi (ja jhuthe)
honton pe to naa thi, magar dil me haan thi

koi dil naa degaa anaadi anjaan ko
hamane de diya he to maano ehsaan ko
ham bhuule ek baar kii ankhen chaar tumhiin se kar baithe

naa naa karte, naa naa karte pyaar tumhiin se kar baithe

karnaa tha inkaar, magar iqaraar tumhiin se kar baithe
naa naa karte pyaar tumhiin se kar baithe

chodo rahane bhi do ye jhuthe afsaane
aisa kya he tum main (chal juthi)
aisa kya he tum me kii ham ho diwane

phir bhi tumne khwabo main aana nahin choda
tir nazaron se chalanaa nahin chhod
ye shiqavaa sarkaar hazaron baar tumhiin se kar baithe

naa naa karte naa, naa karte pyaar tumhiin se kar baithe
karnaa tha inkaar magar iqaraar tumhiin se kar baithe
naa naa karte pyaar tumhiin se kar baithe
naa naa karte pyaar tumhiin se kar baithe

Writer(s): Anand Bakshi, Anandji V Shah, Kalyanji V. Shah<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Vintage Queen: Nanda

Loading

You Might Like

Loading


3m 20s  ·  Hindi

© 2015 Saregama

FAQs for Na Na Karte Pyar Tumhi Se (From "Jab Jab Phool Khile")