Musafir Jaane Wale

Musafir Jaane Wale Lyrics

Gadar - Ek Prem Katha  by Preeti Uttam Singh, Udit Narayan

Song  ·  17,841,173 Plays  ·  5:47  ·  Hindi

© 2001 Zee Music Company

Musafir Jaane Wale Lyrics

Musaafir jaane waale
Musaafir jaane waale nahi phir aane waale
Chalo ek dusre ko kare rab ke hawaale
Musaafir jaane waale nahi phir aane waale
Chalo ek dusre ko kare rab ke hawaale

Badi mushkil se dil mein apne
Badi mushkil se dil mein apne log basaate hain kuch sapne
Ye sapne shishe ke khilone tutt ke bas lagate hain rone
Dilon pe chha jaate hain ye baadal kaale kaale
Chalo ek dusre ko kare rab ke hawaale
Musaafir jaane waale nahi phir aane waale
Chalo ek dusre ko kare rab ke hawaale

O dariya de paaniyaan yeh maujaa fir nahi aaniyaan
O dariya de paaniyaan yeh maujaa fir nahi aaniyaan
Yaad aayengi, yaad aaengi bas jaane waalon ki kahaaniyaan
Dariya de paaniyaan yeh maujaa fir nahi aaniyaan
O dariya de paaniyaan yeh maujaa fir nahi aaniyaan

Naa jaane kya chhoot raha hai
Ho, naa jaane kya chhoot raha hai
Dil mein bas kuch tutt raha hai
Honton par nahi koyi kahaani
Phir bhi aankh mein aa gaya paani
Nahi hum bhulane waale, nahi tum bhulane waale
Chalo ek dusre ko kare rab ke hawaale
Musaafir jaane waale nahi phir aane waale
Chalo ek dusre ko kare rab ke hawaale
Musaafir jaane waale nahi phir aane waale
Chalo ek dusre ko kare rab ke hawaale

Lyrics powered by JioSaavn


More from Gadar - Ek Prem Katha

Loading

You Might Like

Loading


5m 47s  ·  Hindi

© 2001 Zee Music Company

FAQs for Musafir Jaane Wale