Meherbaan Lyrics
Sar se sajda toh sab karte hai
Hum dil ko jhuka kar jayenge...
Rutha muqaddar tere hi dar se
Aaj... mana kar jayenge...
Hum jo aaye hai
Bulaya hai tune
Tera shukriya...
To phir karde khatam
Yeh jo sarhad hai hamare darmiyan...
Mehrabaan Meherbaan
Mehrabaan Meherbaan
Mehrabaan Meherbaan
Aaj yeh thaani hai
Haan ji haan yeh thaani hai
Ho! Tere dar pe baha doon
Aankh me mere jitna paani hai
Ghumkhar tujhsa nahi hai dekhle
Karke nadaaniyan...
Barso ki qaid
Lamho me tu banata hai azaadiy...
Meri fitrat hai gunaah karna
Teri aadat hai maaf karna...
Mehrabaan Meherbaan
Mehrabaan Meherbaan
Mehrabaan Meherbaan
Mehrabaan Meherbaan
Ik loban sa jala hai mujhme
Teri Khushboo mehka hoon main...
Sargoshiyon si mujhme hui hai
Parindo ki tarah kehka hu main...
Sab aar-paar dikhne laga hai
Main ban gaya mera aaina...
Khudka hi khud se
Yun hogaya hai
Har modd pe Saamna...
Tere Karam se mile Sanam se
Khushiyan Qadmon tale bichi padi hai.
Mehrabaan Meherbaan
Mehrabaan Meherbaan
Mehrabaan Meherbaan
Mehrabaan Meherbaan
Writer(s): A. M. Turaz, Shail, Pritesh<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Sarbjit
Loading
You Might Like
Loading
4m 2s · Hindi