Mehboob Se Hamare

Mehboob Se Hamare Lyrics

Love 86  by Mohammed Aziz, Kavita Krishnamurthy

Song  ·  628,241 Plays  ·  7:09  ·  Hindi

© 1985 T-Series

Mehboob Se Hamare Lyrics

Mahbub se hamare wade sabha hamara
Mahbub se hamare wade sabha hamara
Itna payam kahna dil ka salam kahna
Mahbub se hamare wade sabha hamara
Itna payam kahna dil ka salam kahna
Mahbub se hamare wade sabha hamara

Kahna tu unse jake sab hal dil dunake
Hai pyar ki duhayi tadpati hai judai
Bechain dil hai hamara, hai subah sham kahna
Mahbub se hamare wade sabha hamara

Bechain tum waha ho, bechain hum yaha hai
Sholo me ja lrahe hai, karwat badal rahe hai
Din rat hai labo par unka hi nam kahna
Mahbub se hamare wade sabha hamara

Har julm se lade jo
Har julm se lade jo, kato pe bhi chale jo
Daman magar wafa ka jinse, kabhi na chhuta
Tu ja raha jaha unka makam kahna
Mahbub se hamare wade sabha hamara

Wo pyar ka jamana, wo hasna muskurana
Ye kiski baddua hai, sapna sa ban gaya hai
Takdir se mila hai, ansu inam kahna
Mahbub se hamare wade sabha hamara
Itna payam kahna dil ka salam kahna
Mahbub se hamare wade sabha hamara
Itna payam kahna dil ka salam kahna
Mahbub se hamare wade sabha hamara

Writer(s): S.h. Bihari<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Love 86

Loading

You Might Like

Loading


7m 9s  ·  Hindi

© 1985 T-Series

FAQs for Mehboob Se Hamare