Main Yahan Tu Wahan

Main Yahan Tu Wahan Lyrics

Baghban  by Amitabh Bachchan, Alka Yagnik

Song  ·  2,702,465 Plays  ·  7:03  ·  Hindi

℗ 2003 Super Cassettes Industries Private Limited

Main Yahan Tu Wahan Lyrics

main yahaan too vahaan zindagi hai kahaan
main yahaan too vahaan zindagi hai kahaan
main yahaan too vahaan zindagi hai kahaan
tu hi tu he sanam dekhtaa hu jahaan
neend aati nahin yaad jaati nahin
neend aati nahin yaad jaati nahin
bin tere abb jiya jaye naa
main yahaan too vahaan zindagi hai kahaan

vaqt jaise thahar gaya hai yahi
har tharaf ek ajab udaasi hai
bekaraari kaa aisa alam hai
jism thanha hai ruh pyaasi hai

teri surat abb ek pal
kyon nazar se hatati nahin
raat din toh cat jaathe hain
umrr tanaha katati nahin
chaah ke bhee naa kuch
kah saku tujhse main
chaah ke bhee naa kuch
kah saku tujhse main
dard kaise karoon mai bayaan
main yahaan too vahaan zindagi hai kahaan

jab kahi bhee aahat hui
yu laga ke too aa gaya
khushboo ke jhonke kee tarah
meri saanse mahakaa gaya
ek vah daur tha hum sada paas the
ek vah daur tha hum sada paas the
abb toh hain fasale darmia
main yahaan too vahaan zindagi hai kahaan

beeti baathen yaad aati hain
jab akelaa hota hoon mai
bolti hain khamoshiya
sabase chhupake rota hu mai
ek arsa huwa muskuraaye huye
ek arsa huwa muskuraaye huye
aansuo mein dhali daastaan

main yahaan too vahaan zindagi hai kahaan
tu hi tu he sanam dekhtaa hu jahaan
neend aati nahin yaad jaati nahin
neend aati nahin yaad jaati nahin
bin tere abb jiya jaye naa

Writer(s): Sameer, Aadesh Shrivastava<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Baghban

Loading

You Might Like

Loading


FAQs for Main Yahan Tu Wahan