Main Tum Men Sama Jaoon

Main Tum Men Sama Jaoon Lyrics

Raaste Pyar Ke  by S.P. Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar, Laxmikant - Pyarelal

Song  ·  422,245 Plays  ·  7:30  ·  Hindi

© 1982 Saregama

Main Tum Men Sama Jaoon Lyrics

ye vakt naa kho jae
bas aaj ye ho jae

main tumme samaa jaaoon
tum mujhamen samaa jaao
main tum mein samaa jaaoon
tum mujhamen samaa jaao

ye vakt naa kho jae
bas aaj ye ho jae

main tumme samaa jaaoon
tum mujhamen samaa jaao
main tum mein samaa jaaoon
tum mujhamen samaa jaao

bechaini kee dheemee-dheemee is aag mein dil jal jaaegaa
bechaini kee dheemee-dheemee is aag mein dil jal jaaegaa
saavan ka rastaa naa dekho, saavan jaane kab aayega
saavan ka rastaa naa dekho, saavan jaane kab aayega

ban jaao tum baadal
mausam par chha jaao

main tumme samaa jaaoon
tum mujhamen samaa jaao

meri aankhon mein vaade hain, tere honton pe qasmein hain
meri aankhon mein vaade hain, tere honton pe qasmein hain
in vaadon se, in qasamon se pehle duniyaa kee rasmein hain

duniyaa kee rasmon ko
tum tod ke aa jaao

main tumme samaa jaaoon
tum mujhamen samaa jaao

zulfon ke reshmi sae mein sapanon kee sej sajaane do
zulfon ke reshmi sae mein sapanon kee sej sajaane do
chodo aanchal meri, tauba, mujko vaapas ghar jaane do
chodo aanchal meri, tauba, mujko vaapas ghar jaane do

jaanaa hai to is dil kee
ye pyaas buja jaao

main tumme samaa jaaoon
tum mujhamen samaa jaao

ye vakt naa kho jae
bas aaj ye ho jae

main tumme samaa jaaoon (main tumme samaa jaaoon)
tum mujhamen samaa jaao (tum mujhamen samaa jaao)
main tum mein samaa jaaoon (main tum mein samaa jaaoon)
tum mujhamen samaa jaao (tum mujhamen samaa jaao)

Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Raaste Pyar Ke

Loading

You Might Like

Loading


7m 30s  ·  Hindi

© 1982 Saregama

FAQs for Main Tum Men Sama Jaoon