Main Shair To Nahin

Main Shair To Nahin Lyrics

Bobby  by Shailendra Singh

Song  ·  3,441,417 Plays  ·  5:34  ·  Hindi

℗ 1973 Saregama India Ltd

Main Shair To Nahin Lyrics

main shaayar to nahin magar i haseen
jab se dekha maine tujko mujko shaayari aa gayi
main aashiq to nahin magar i haseen
jabase dekha maine tujko mujko aashiqui aa gayi

pyaar kaa naam maine suna tha magar
pyaar kya hai ye mujko ko nahin thi khabar
main to ulajhaa raha ulajhanon kee tarah
doston mein raha dushmano kee tarah
main dushman to nahin magar i haseen
jabase dekha maine tujko mujhako dosti aa gai

sochataa hoon agar main dua maangata
haath apane uthaakar main kya maangata
jabase tujhse mohabbat main karne laga
tabase jaise ibaadat main karne laga
main kaafir to nahin magar i haseen
jabase dekha maine tujko mujko ko bandagi aa gayi

Writer(s): Anand Bakshi, Pyarelal Ramprasad Sharma, Kudalkar Laxmikant<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Bobby

Loading

You Might Like

Loading


5m 34s  ·  Hindi

℗ 1973 Saregama India Ltd

FAQs for Main Shair To Nahin