Kisko Pata

Kisko Pata Lyrics

Kisko Pata  by Yash Wadali

Song  ·  305,960 Plays  ·  3:14  ·  Hindi

© 2017

Kisko Pata Lyrics

Musicians: Yash Wadali
Lyricists: Raman Kumar Jangwal

Raat chup hai magar chand khamosh nahi
Kaise kahoon aaj phir hosh nahi
Is tarah dooba hoon
Teri mohabbat ki gehrai mein
Hath mein jaam hai aur peene ka shauk nahi

Kisko pata tere dil mein hai kya
Chadhta hai tujhpe kyun
Raat ka nasha baby x (2)

Dekhoon jo tujhko
Lagti shehzadi tu raaton ki
Din chadhte hi kho jaaye
Shaam dhale tak nazar na aaye

Aankhon mein teri
Sare dil haare baithe phirte
Jaan jaan meri maan maan
Tu dharti par hai husan pari

Kisko pata tere dil mein hai kya
Chadhta hai tujhpe kyun
Raat ka nasha baby x (2)

Baby baby.

Chehra, hai aankhon mein ye chehra
Behka, tujhe dekh ke main behka
Rehta, teri raahon mein dil rehta
Sehta, din bhar mera dil kehta

Aao na, oh baby aao na
Batao na, ho baby rehti kahaan

Kisko pata tere dil mein hai kya
Chadhta hai tujhpe kyun
Raat ka nasha baby x (2)

Writer(s): Yash Wadali, Raman Kumar Jangwal<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Kisko Pata

Loading

You Might Like

Loading


3m 14s  ·  Hindi

© 2017

FAQs for Kisko Pata