Khush Hoon Ki Mera Husn-E-Talab Kaam To Aaya

Khush Hoon Ki Mera Husn-E-Talab Kaam To Aaya Lyrics

The Golden Collection Ghazals And Geets Khaiyyaam  by Begum Akhtar

Song  ·  6:56  ·  Urdu

℗ 2001 Saregama India Ltd

Khush Hoon Ki Mera Husn-E-Talab Kaam To Aaya Lyrics

kush hoon ke mira husn-e-talab kaam to aayaa
kush hoon ke mira husn-e-talab kaam to aayaa
khaali hee sahi
khaali hee sahi meri taraf jam to aayaa
khaali hee sahi meri taraf

kaafii hai mire dil kee tasalli ko yahi baath
kaafii hai mire dil kee tasalli ko yahi baath
aap aa na sake aap kaa paigaam to aayaa
aap aa na sake aap kaa paigaam to aayaa
kush hoon ke mira husn-e-talab

apano ne nazar pheri to dil too ne diya saath
apano ne nazar pheri to dil too ne diya saath
duniyaa mein koyi dost mire kaam to aayaa
duniyaa mein koyi dost mire kaam to aayaa
kush hoon ke mira husn-e-talab

vo subh kaa ehsaas ho yaa meri kashish ho
vo subh kaa ehsaas ho yaa meri kashish ho
duba hua kurshid sar-e-balm to aayaa
duba hua kurshid sar-e-balm to aayaa
kush hoon ke mira husn-e-talab

log un se ye kehthe hain ki kithne hain shakeel aap
log un se ye kehthe hain ki kithne hain shakeel aap
is husn ke sadake mein mira naam to aayaa
is husn ke sadake mein mira naam to aayaa
is husn ke sadake mein mira

kush hoon ke mira husn-e-talab kaam to aayaa
kush hoon ke mira husn-e-talab

Writer(s): KHAIYYAAM KHAIYYAAM, SHAKIL BADAYUNI<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from The Golden Collection Ghazals And Geets Khaiyyaam

Loading

You Might Like

Loading


6m 56s  ·  Urdu

℗ 2001 Saregama India Ltd

FAQs for Khush Hoon Ki Mera Husn-E-Talab Kaam To Aaya